Friday, 28 October 2011

Heart + Mind = ????

Hhhmmmm ..... Zindagi main Sabse asaan kaam dosron ko samjhana hia .... or sab se Mushkil kaam khud ko samjhana ... Q k app Dil or Dimagh main jari jung ko kabhi bayaan nahi kar saktey .......App ka Dil kiya chahta hia ...App jantay ho ... Dimagh kiya Chahta hai ...App jantay ho ......Phir b koi rayee nahi de patay ..... Sahi ghalata ka faisla nahi kar patay ........ Apni khuwahish ki takmeel nahi kar saktey ....Ager Dil hosla day to Dimagh Mukhalfat karta hia ..... Dimagh Hosla day to Dil ........ AAkhir dil or dimagh insaani zindagi pe is qadar asar andaaz q hotay hain .....?????

No comments:

Post a Comment